Doctor ke paas jaate waqt mujhe saath le chalo. Main sunungi, aur ghar aake aasaan bhasha mein samjhaungi kaunsi dawai kab leni hai.
Dabao aur phone doctor ke paas rakh do
Pehle doctor se pooch lo: “Main aapki baat note kar loon?”
Aapka BP thoda zyada hai aur sugar border pe hai. Ghabrane ki baat nahi, dawai aur walk se control ho jayega.
Yeh AI hai, doctor nahi. Dawai hamesha doctor ki parchi ke hisaab se lo. Kuch bhi badalna ho toh doctor se poochho. Dawai ke naam ek baar parchi se zaroor milao.